De Do Anguthi Mere Prano Se Pyari (दे दो अंगूठी मेरे प्राणों से प्यारी - भजन)


De Do Anguthi Mere Prano Se Pyari
Ise Laya Hai Kaun, Ise Laya Hai Kaun
Mere Raghuvar Ki, Raghubar Ki
Maat Bhi Chhode, Mainne Pita Bhi Chhode
Chhodi Janakpuri, Chhodi Janakpuri,
Mere Babul Ki, Babul Ki

De Do Anguthi Mere Prano Se Pyari
Ise Laya Hai Kaun, Ise Laya Hai Kaun
Mere Raghuvar Ki, Raghubar Ki

Sang Bhi Chhoda, Mainne Sath Bhi Chhoda
Chhodi Sang Saheli, Chhodi Sang Saheli
Mere Bachpan Ki, Bachpan Ki

De Do Anguthi Mere Prano Se Pyari
Ise Laya Hai Kaun, Ise Laya Hai Kaun
Mere Raghuvar Ki, Raghubar Ki

Saas Bhi Chhode Mainne Susar Bhi Chhode
Chhodi Avadhpuri, Chhodi Avadhpuri,
Mere Sasura Ki, Sasura Ki

De Do Anguthi Mere Prano Se Pyari
Ise Laya Hai Kaun, Ise Laya Hai Kaun
Mere Raghuvar Ki, Raghubar Ki

Ram Bhi Chhode Mainne Lakshman Bhi Chhode
Chhodi Panchvati, Chhodi Panchvati
Mere Raghuvar Ki, Raghuvar Ki

De Do Anguthi Mere Prano Se Pyari
Ise Laya Hai Kaun, Ise Laya Hai Kaun
Mere Raghuvar Ki, Raghubar Ki

Itne Me Hanumat Bole Sita Se,
Itne Me Hanumat Bole Sita Se,
Ise Main Leke Aaya, Ise Main Leke Aaya

De Do Anguthi Mere Prano Se Pyari
Ise Laya Hai Kaun, Ise Laya Hai Kaun
Mere Raghuvar Ki, Raghubar Ki
दे दो अंगूठी मेरे प्राणों से प्यारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
दे दो अंगूठी मेरे प्राणों से प्यारी, इसे लाया है कौन, इसे लाया है कौन..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanSita Jayanti BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanMadhurima Sharma Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Lakshmi Bhajan

.Most sent Bhajans, Mantras, Aarti and songs in Diwali Puja, Dhanteras Puja and Shri Kuber Puja.

Mere Ghar Aao Laxmi Maa

Ghar Mein Aao Lakshmi Mata, Aao Padharo Shri Ganraja ॥ Deewali Ka Tyohaar Aaya..

Ramayan Ke Saat Kand Main Koi Nahi Hai Aisa Sunderkand Ke Jaisa

Ramayan Ke Saat Kand Mein, Koi Nahi Hai Aisa

Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Gajanan Kardo Beda Paar

Gajanan Kardo Beda Paar, Aaj Ham Tumhe Manate Hain, Tumhen Manate Hain, Gajanan Tumhe Manate Hain