Dar Balaji Ke Araji Lagale,
Aaj Shradha Se Tu Baba Ko Manale,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Saccha Hai Darbar Mere Balaji Ka,
Milta Hai Pyar Yahan Balaji Ka ॥
Sankat Tere Saath hai Jo,
Maar Badi Khayega,
Balaji Ke Sote Wo,
Bach Nahi Payega,
Apne Sare In Kakstho Ko Tu Mitale,
Aaj Shradha Se Tu Baba Ko Manale,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Saccha Hai Darbar Mere Balaji Ka,
Milta Hai Pyar Yahan Balaji Ka ॥
Pretaraj Bhairav Baba,
Karate Nahin Der Hai,
Pal Mein Hi s=Sun Lete,
Bhakto Ki Ter Hai,
Jadu Hote Yahaan Bade Hi Niraale,
Aaj Shradha Se Tu Baba Ko Manale,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Saccha Hai Darbar Mere Balaji Ka,
Milta Hai Pyar Yahan Balaji Ka ॥
Aarati ka Tu Chita Le Le,
Badagungan Hai,
Sare Hi Rango Ka Ye,
Chita To Nidan Hai,
Chinta Le Le Tu Panda Kat Le,
Aaj Shradha Se Tu Baba Ko Manale,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Saccha Hai Darbar Mere Balaji Ka,
Milta Hai Pyar Yahan Balaji Ka ॥
Balaji Ke Charanon Se,
Aasha Tu Bhi Jod Le,
Balaji Ki Bhakti Ka,
Chola Tu Bhi Od Le,
'Pappu' Balaji Ko Hraday Main Basa Le,
Aaj Shradha Se Tu Baba Ko Manale,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Saccha Hai Darbar Mere Balaji Ka,
Milta Hai Pyar Yahan Balaji Ka ॥
Dar Balaji Ke Araji Lagale,
Aaj Shradha Se Tu Baba Ko Manale,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Ki Dukh Tera Bhag Jayega,
Saccha Hai Darbar Mere Balaji Ka,
Milta Hai Pyar Yahan Balaji Ka ॥