Charno Mein Rakhna,
Maiya Ji Mujhe Charanon Mein Rakhana,
Charno Mein Rakhna,
Maiya Ji Mujhe Charanon Mein Rakhana,
Ab To Shahara Bas Tumhara Hai Maa,
Ab To Shahara Bas Tumhara Hai Maa,
Ik Tujhe Hi Har Ghadi Hi Pukaara Hai Maa,
Ik Tujhe Hi Har Ghadi Hi Pukaara Hai Maa,
Charno Mein Rakhna,
Maiya Ji Mujhe Charanon Mein Rakhana ॥
Gahari Nadiyan Nanv Purani,
Haatho Se Patavaar Chhut Gayi,
Sangi Saathi Mod Gaye Muhn,
Mathe Likhi Lakir Ruth Gae,
Hu Hi Khiweya,
Tu Hi Kinara Hai Maa,
Ek Tujhe Har Ghadi Hi Pukara Hai Maa,
Charno Mein Rakhna,
Maiya Ji Mujhe Charanon Mein Rakhana ॥
Ban Ke Sawali Ye Jag Saara,
Pata Hai Tujhse Najrane,
Main Kya Bolu Mujh Se Jyada,
Mere Maan Ki Maa Tu Jane,
Bhul Kya Hue Jo Yun Bisara Hai Maa,
Ek Tujhe Har Ghadi Hi Pukara Hai Maa,
Charno Mein Rakhna,
Maiya Ji Mujhe Charanon Mein Rakhana ॥
Bhare Huye Bhandar Maa Tere,
Meri Khali Jholi Tarse,
Tane Degi Duniya Saari,
‘Lakhkha’ Laut Gaya Jo Dar Se,
Kavala Saral Itana Haara Hai Maa,
Charno Mein Rakhna,
Maiya Ji Mujhe Charanon Mein Rakhana ॥
Charno Mein Rakhna,
Maiya Ji Mujhe Charanon Mein Rakhana,
Charno Mein Rakhna,
Maiya Ji Mujhe Charanon Mein Rakhana,
Ab To Shahara Bas Tumhara Hai Maa,
Ab To Shahara Bas Tumhara Hai Maa,
Ik Tujhe Hi Har Ghadi Hi Pukaara Hai Maa,
Ik Tujhe Hi Har Ghadi Hi Pukaara Hai Maa,
Charno Mein Rakhna,
Maiya Ji Mujhe Charanon Mein Rakhana ॥