Bolo Sada Jaykara,
Pabansut Mahabali Ki ॥
Kesari Nandan Baladhari Ki,
Maruti Nandan Upakari Ki,
Kesari Nandan Baladhari Ki,
Maruti Nandan Upakari Ki,
Aao Karo Sewa Aaj,
Pabansut Mahabali Ki,
Bolo Sada Jaykara,
Pabansut Mahabali Ki ॥
Apne Kapish Ko Maan Mein Basa Ke,
Nish Karo Pujan Par Pe Aake,
Apne Kapish Ko Maan Mein Basa Ke,
Nish Karo Pujan Par Pe Aake,
Aao Sharan Subhah Shaam,
Pabansut Mahabali Ki,
Bolo Sada Jaykara,
Pabansut Mahabali Ki ॥
Sankat Mochan Naam Jo Dhyave,
Sankat Uske Paas Na Aave,
Sankat Mochan Naam Jo Dhyave,
Sankat Uske Paas Na Aave,
Mahima Gaye Din Raat,
Pabansut Mahabali Ki,
Bolo Sada Jaykara,
Pabansut Mahabali Ki,
Bolo Sada Jaykara,
Pabansut Mahabali Ki ॥
Bolo Sada Jaykara,
Pabansut Mahabali Ki ॥