Bholenath Tumhare Mandir Mein (भोलेनाथ तुम्हारे मंदिर में मैं: शिव भजन)


Bholenath Tumhare Mandir Mein Main Naya Pujhari Aaya Hun,
Puja Mein Kuch Bhi Laya nahi Bas Alakh Jagane Aaya Hun ॥
Maan Ko To Banaya Mandir Hai Aor Murat Teri Bithai hai,
Puja Ki Shakti Do Bhole Mein Sharan Tumhari Aaya Hun,
Bholenath Tumhare Mandir Mein Main Naya Pujhari Aaya Hun ॥

Hai Bharose Ki To Baat Hi Kya Yug Bite Tumko Pane Mein,
Ab To Aa Jao Mere Bhole Mein Tumhai Manane aaya Hun,
Bholenath Tumhare Mandir Mein Main Naya Pujhari Aaya Hun ॥

Is Ber Bhav Ki Duniya Mein Koi Bhi Nahi Milta,
Jab Naam Suna Bhole Tera Tumhai Mitra Banane Aaya Hun,
Bholenath Tumhare Mandir Mein Main Naya Pujhari Aaya Hun ॥
BhaktiBharat Lyrics

Maan Ko To Banaya Mandir Hai Aor Murat Teri Bithai hai,
Puja Ki Shakti Do Bhole Mein Sharan Tumhari Aaya Hun,
Bholenath Tumhare Mandir Mein Main Naya Pujhari Aaya Hun ॥
भोलेनाथ तुम्हारे मंदिर में मैं: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोलेनाथ तुम्हारे मंदिर में मैं नया पुजारी आया हूं, पूजा में कुछ भी लाया नहीं बस अलख जगाने आया हूं ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Lakshmi Bhajan

.Most sent Bhajans, Mantras, Aarti and songs in Diwali Puja, Dhanteras Puja and Shri Kuber Puja.

Mere Ghar Aao Laxmi Maa

Ghar Mein Aao Lakshmi Mata, Aao Padharo Shri Ganraja ॥ Deewali Ka Tyohaar Aaya..

Ramayan Ke Saat Kand Main Koi Nahi Hai Aisa Sunderkand Ke Jaisa

Ramayan Ke Saat Kand Mein, Koi Nahi Hai Aisa

Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Gajanan Kardo Beda Paar

Gajanan Kardo Beda Paar, Aaj Ham Tumhe Manate Hain, Tumhen Manate Hain, Gajanan Tumhe Manate Hain