Bhole Tere Bhakto Ko Tere Hi Sahara Hai (भोले तेरे भक्तों को, तेरा ही सहारा है:शिव भजन)


Bhole Tere Bhakto Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Bhole Bhagato Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Baba Tere BHakto Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Bhole Tere Bhakto Ko ॥Asha Nirasa Ne,
Ghera Pareshan Hun,
Kese Banchu Inse,
Akhir Insan Hun,
Tera Daya Ke Bina,
O Baba Teri Daya Ke Bina,
Apna Na Gujara Hai,
Teri Daya Ke Bina,
O Baba Teri Daya Ke Bina,
Bhole Bhagato Ko,
Tera Hi Sahara Hai ॥

Malik Tere Jag Ka,
Andaj Nirala Hai,
Bhakto Ko Pina Pada,
Yahan Jahar Ka Pyala Hai,
Par Wo Kabhi Dare,
Jinhai Saath Tumhara Hai,
Bhole Bhagato Ko,
Tera Hi Sahara Hai ॥

KisKo Kahe Apna,
Apne Bhi Begane Hai,
Phursat Nahi Inko,
Matlab Ke Diwane Hai,
Premi Apne Mila,
O Baba Premi Apne Mila,
Jo Tujhko Dulara Hai,
BHole Bhagato Ko,
Tera Hi Sahara Hai ॥

Mit Bano Mere,
Hame Teri Jarurat Hai,
Apno Ke Khatir Suna,
Tumhai Phursad Hi Phursad Hai,
Nandu Teri Khatir,
O Baba Nandu Teri Khatir,
Bhole Bhagato ko,
Tera Hi Sahara Hai ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bhole Tere Bhakto Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Bhole Bhagato Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Baba Tere BHakto Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Bhole Tere Bhakto Ko ॥
भोले तेरे भक्तों को, तेरा ही सहारा है:शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले तेरे भक्तों को, तेरा ही सहारा है, भोले भगतों को, तेरा ही सहारा है, बाबा तेरे भक्तों को, तेरा ही सहारा है, भोले तेरे भक्तों को ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Natvar Nagar Nanda Bhajo Re Mann Govinda

Natvar Nagar Nanda, Bhajo Re Man Govinda, Shyam Sundar Mukh Chanda...

Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Main Shiv Ka Hu Shiv Mere Hai

Main Shiv ka hun Shiv Mere Hai, Main Aur Kya Mangu Shankar Se, Mere Maan Mein Unke Dere Hai, Main Aur Kya Mangu Shankar Se, Main Shiv ka hun Shiv Mere Hai, Main Aur Kya Mangu Shankar Se ॥

Shiv Bhola Bhandari

Sukh Ka Tyohar, Mile Damru Ke Taal, Sukh Ka Tyohar, Mile Damru Ke Taal, Kare Dukh Pida Paar Jatadhari, Shiv Bhola Bhandari, Shiv Bhola Bhandari ॥

Damru Wale Bhole Bhale Devo Me Tum Dev Nirale

Damru Wale Bhole Bhale, Devo Mein Tum Dev Nirale, Ganga Dharan Karne Wale, Shiv Bhole Jai Shiv Bhole, Bam Bhole Jai Bam Bhole ॥