Bhole Ko Mein Manane Mahakal Ja Raha Hoon (भोले को में मानने महाकाल जा रहा हूं : भजन)


Bhole Ko Mein Manane, Mahakal Ja Raha Hoon ।
Baba Ko Jal Chadhane, Ujjain Ja Raha Hoon ।
Baithe Gajanan Chinta Hare,
Harasiddhi Maan Bhandare Bhare
Charnon Mein Tere Baba Sar Ko Jhuka Raha Hoon

Kardo Daya Ki Mujhpe Najar,
Duniya Se Bhole Main Bekhabar,
Charnon Ka Main Deewana Arji Laga Raha Hoon

Duniya Se Mein to Ghabara Gaya ,
Baba Tumhare Dar Aa Gaya
Apni Jhalak Dikhado Tumko Bula Raha Hoon
भोले को में मानने महाकाल जा रहा हूं : भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले को में मानने, महाकाल जा रहा हूं । बाबा को जल चढ़ाने, उज्जैन जा रहा हूं।
Bhajan Bhole BhajanMahakal BhajanShiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Prabhu Ram Aye Hain

Avadh Me Horahi Jai Jaikar, Mere Prabhu Ram Aaye Hain, Avadh Me Ho Rahi Jai Jaikar, Mere Prabhu Ram Aaye Hain

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Chalo Ram Ke Dham Ayodhya, Ram Bulate Hain

Chalo Ram Ke Dham Ayodhya Ram Bulate Hai, Saj Gai Nagri Raghav Ki Hum Khabar Sunate Hain

Jan Jan Ka Udhar Karegi Ram Katha

Jan Jan Ka Uddhaar, Karegi Ram Katha, Jan Jan Ka Kalyan, Karegi Ram Katha ॥

Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji

Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji Sabko Darshan Dene Nikale Shri Jagannath Ji