Shiv Hai Dayalu, Shiv Hai Data
Shiv Palak Hai Is Shrishti Ke
Bhole Bhandari, O
Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare
Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare
Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Jai Jai Vishwanath Shambhu
Jai Jai Neelkanth Shambhu
Jai Jai Chandra Bhal Shambhu
Jai Jai Mahakal Shambhu
Mayapati Ki Maya Ka Ant Hota Hi Nahin
Unke Dware Kisi Bat Ki Kami Nahin
Bas Bhavna Ke Unko Do Phool Arpan Kijiye
Devo Ke Dev Se Phir Chahe Jo Bhi Lijiye
Koi Teenon Lok Mein Aisa Aur Data Na
Jinke Shivalay Se to Khali Koi Jata Na
Bhakto Ke, Ho
Sab Bhakto Ke Sapne Vo Sakar Kare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare
Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Jai Jai Vishwanath Shambhu
Jai Jai Neelkanth Shambhu
Jai Jai Chandra Bhal Shambhu
Jai Jai Mahakal Shambhu
Shiv Charanon Mein Apne Ye Sar Jhuka Ke Dekhiye
Kaya Palat Denge Shiv, Azmake Dekhiye
Mahadev Damru Wale Ki Lila Hi Mahan Hai
Bade Bade Maha Dani Lene Aate Daan Hai
Bhasmiramaye Baithe Jo Hai Kailash Mein
Vo Hi Chhupe Bhakto Ke Man Ke Vishwas Mein
Na Jaane, Ho
Na Jaane Vo Kab Kispe Upkar Kare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Bhole Bhandari, O
Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare
Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare