Bhola Shankar Bane Madari (भोला शंकर बने मदारी - भजन)


Bhole Shankar Bane Madari,
Damru Dashrath Dwar Bajaye,
Ek Haath Trisul Aur Damru,
Ek Haath Bajarangi Linhe,
Aap Hi Nache Aap Nachave,
Naach Naach Kar Ye Hi Gave,
Jay Jay Avadh Bihari,
Bhole Shankar Bane Madari,
Damru Dashrath Dwar Bajaye ॥
Ram Lakhan Ki Jodi Aayi,
Bharat Shatrughn Pachhe Aaye,
Tali Pit Mare Kilakari,
Jay Jay Mahavir Balkari,
Bhole Shankar Bane Madari,
Damru Dashrath Dwar Bajaye ॥

Nach Rahe Bajrangi Pyare,
Apane Preetam Ram Duware,
Ram Bhajan Mein Sudh Budh Khoi,
Dukh Harta Sukhkari,
Bhole Shankar Bane Madari,
Damru Dashrath Dwar Bajaye ॥

Duo Kar Jod Bole Bhola Ji,
Le Maiya Mera Vanar Thakyo,
Yug Yug Jive Laal Tumhare,
Le Ab Chala Madari,
Bhole Shankar Bane Madari,
Damru Dashrath Dwar Bajaye ॥

Maiya Mo Ko Vanar De,
Jo Mange Ye Baba De De,
Nahi To Jaun Sang Baba Ke,
Ya So Ho Pahachan Hamari,
Bhole Shankar Bane Madari,
Damru Dashrath Dwar Bajaye ॥

Balak Rote Sune Raja Ne,
Bole Balak Kyun Rote Ho,
Raniyan Bole Vanar Mange,
Kaise Mang Karu Mein Puri,
Raja Ghar Kya Vanar Sohe,
Raja Ji Ye Hai Majburi,
Raja Bole Vanar De Do,
Iske Badle Hire Le Lo,
Angya Palan Karo Hamari,
Bhole Shankar Bane Madari,
Damru Dashrath Dwar Bajaye ॥

Bhole Shankar Bane Madari,
Damru Dashrath Dwar Bajaye,
Ek Haath Trisul Aur Damru,
Ek Haath Bajarangi Linhe,
Aap Hi Nache Aap Nachave,
Naach Naach Kar Ye Hi Gave,
Jay Jay Avadh Bihari,
Bhole Shankar Bane Madari,
Damru Dashrath Dwar Bajaye ॥
भोला शंकर बने मदारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोला शंकर बने मदारी, डमरू दशरथ द्वार बजायो, एक हाथ त्रिशूल और डमरू, एक हाथ बजरंगी लीन्हे, आप ही नाचे आप नचावे, नाच नाच कर ये ही गावे, जय जय अवध बिहारी, भोला शंकर बनें मदारी, डमरू दशरथ द्वार बजायो ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...