Bharat Hai Pehchan Meri (भारत है पहचान मेरी: धार्मिक देशभक्ति भजन)


Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri,
Duniya Mein Sabse Nyara Mujhe Desh Jaan Se Pyara Hai,
Bas Hi Swarg Dwar Iske Liye To Harpal Hajir Jaan Mei,
Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri ॥
Sabse Pahle Desh Ki Raksha Hamko Yahi Sikhaya Hai,
Desh Ki Khatir Purkho Ne Apna Khun Bahaya Hai,
Mera Bharat Barsh Hai Aan Baan Shan Meri,
Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri ॥

Desh Prem Na Jis Dil Mein Insan Nahi Shaitan Hai Vo,
Kurban Jo Desh Pe Ho Jo Hote Insan Roop Bhagwan Hai Vo,
Rom Rom Mein Basa Hindustan Meri,
Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri ॥
BhaktiBharat Lyrics

Kavi Singh Ka Sapna Hai Mein Kaam Desh Ke Aa Jau,
Jabtak Tan Mein Pran Rahe Mein Bas Tera Gun Gau,
Bharat Mata Is Dil Ki Mehman Meri,
Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri ॥
भारत है पहचान मेरी: धार्मिक देशभक्ति भजन - हिन्दी में पढ़ें
भारत है पहचान मेरी और तिरंगा शान मेरी, दुनिया में सबसे न्यारा मुझे देश जान से प्यारा है, बस ये ही स्वर्ग द्वारा इसके लिए तो हरपल हाजिर जान मेरी, भारत है पहचान मेरी और तिरंगा शान मेरी ॥
Bhajan Arya Samaj BhajanInspirational BhajanPatriotism BhajanDeshbhakti BhajanSchool BhajanCollage BhajanIndependence Day BhajanRepublic Day BhajanShaheed Diwas Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...