Bhakti Se Sar Jhuka De (भक्ति से सर झुका दे: श्री गणेश भजन)


Bhakti Se Sar Jhuka De Mit Jaye Vighna Vadha,
Teri Jindegi Mein Khusiya Bhar Denge Vighnaharta ॥Tu Soch Ganpati Ji Tujhe Dekh Rahe Hai,
Tere Acche Bure Karmo Ka Phal De Rahe Hai,
Deva Bade Dayalu Hai Tu Karle Maan Se Puja,
Bhakti Se Sar Jhuka De Mit Jaye Vighna Vadha,
Teri Jindegi Mein Khusiya Bhar Denge Vighnaharta ॥

Aa Re Aa Re Dar Pe Aa Re Dwar Khula Hai,
Deva Padharo Damodar Swami Hai Antaryami,
Bigdi Banate Jo Bhi Pukare,
Deva Karpalu Deva Dayalu,
Deva Ke Jesa Nahi Koi Duja,
Modak Dewa Churma Chadaun Jo Mangu Denge Deva,
Bhakti Se Sar Jhuka De Mit Jaye Vighna Vadha,
Teri Jindegi Mein Khusiya Bhar Denge Vighnaharta ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bhakti Kar Tu Ganpati Ki Tere Bhag Khule Ge,
Jo Na Socha Tune Vo Uphar Milenge,
Is Liye Ye Duniya Ye Kahati Hai Devo Ke DevRaja,
Bhakti Se Sar Jhuka De Mit Jaye Vighna Vadha,
Teri Jindegi Mein Khusiya Bhar Denge Vighnaharta ॥
भक्ति से सर झुका दे: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
भक्ति से सर झुका दे मिट जाये विघ्न बाधा, तेरी जिंदगी में खुशिया भर देंगे विघ्नहरता ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jai Shri Ram Raja Ram

Tere Hi Bharose Hai Hum, Tere Hi Sahare, Duvidha Ki Ghadi Mein Ye Man , Tujhko Hi Pukaare

Aaye Hain Prabhu Shri Ram Bharat Fule Na Samate

Aaye Hain Prabhu Shri Ram, Bharat Fule Na Samate Hain । Tan Pulakit Mukh Bol Na Aaye

Bhajan: Ram Kahne Se Tar Jayega Par Bhav Se Utar Jayega

Ram Kahane Se Tar Jaega, Paar Bhav Se Uttar Jayega। Us Gali Hogi Charcha Teri...

Mere Ghar Ram Aaye Hai

Meri Chaukhat Pe Chalake Aaj, Chaaron Dhaam Aae Hai, Bajao Dhol Swagat Mein, Mere Ghar Ram Aaye Hai, Mere Ghar Ram Aaye Hai ॥

Namami Bhakt Vatsalan

Namami Bhakt Vatsalan । Krpalu Sheel Komlan ॥ Bhajami Te Padambujan ।