Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re (भक्त तेरे बुलाये हनुमान रे: भजन)


Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re,
Tujhe Aaj Re,
O Mere Bala Balavaan Re,
Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re,
Tujhe Aaj Re O Mere Bala ॥
Atake Huye Tu Sare Karaj Banaye,
Karaj Banaye,
Pal Main Naiya Paar Lagaye,
Paar Lagaye,
Maruti Nandan Hai Dukhbhanjan,
Kar Do Bhav Se Paar Re,
Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re,
Tujhe Aaj Re O Mere Bala ॥

Maa Anjani Ke Tum Ho Dulare,
Tum Ho Dulare,
Siyaram Ko Bhi Lagate Ho Pyare,
Lagate Ho Pyare,
Bhakton Ke Hi Baas Main Aate,
Mahavir Hanuman Re,
Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re,
Tujhe Aaj Re O Mere Bala ॥

In Naino Ki Pyas Bujha Do,
Pyas Bujha Do,
Soye Huye Mere Bhagya Jaga Do,
Bhagya Jaga Do,
Jo Bhi Teri Sharan Main Aaye,
Kar Do Malamal Re,
Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re,
Tujhe Aaj Re O Mere Bala ॥

Teri Mahima Sab Jag Gave,
Sab Jag Gave,
Shobha Teri Varni Na Jave,
Varni Na Jave,
Bhakti Jagaakar ‘Aman’ Ke Dil Mein,
Dena Ram Milaay Re,
Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re,
Tujhe Aaj Re O Mere Bala ॥

Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re,
Tujhe Aaj Re,
O Mere Bala Balavaan Re,
Bhakt Tere Bulaye Hanuman Re,
Tujhe Aaj Re O Mere Bala ॥
भक्त तेरे बुलाये हनुमान रे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
भक्त तेरे बुलाये हनुमान रे, तुझे आज रे, ओ मेरे बाला बलवान रे, भक्त तेरे बुलाए हनुमान रे, तुझे आज रे ओ मेरे बाला ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Prabhu Ram Aye Hain

Avadh Me Horahi Jai Jaikar, Mere Prabhu Ram Aaye Hain, Avadh Me Ho Rahi Jai Jaikar, Mere Prabhu Ram Aaye Hain

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Chalo Ram Ke Dham Ayodhya, Ram Bulate Hain

Chalo Ram Ke Dham Ayodhya Ram Bulate Hai, Saj Gai Nagri Raghav Ki Hum Khabar Sunate Hain

Jan Jan Ka Udhar Karegi Ram Katha

Jan Jan Ka Uddhaar, Karegi Ram Katha, Jan Jan Ka Kalyan, Karegi Ram Katha ॥

Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji

Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji Sabko Darshan Dene Nikale Shri Jagannath Ji