Bhajman Shankar Bholenath (भजमन शंकर भोलेनाथ - भजन)


Bhajman Shankar Bholenath,
Damru Madhur Bajane Wale,
Damru Madhur Bajane Wale,
Damru Madhur Bajane Wale,
Bhajman Shankar Bholenath,
Damru Madhur Bajane Wale ॥
Mukti Hetu Basai Kashi,
Jahan Rahe Bhole Avinashi,
Vijaya Bhog Lagane Wale,
Bhajman Shankar Bholenath,
Damru Madhur Bajane Wale ॥

Kar Trishul Pahire Mrugachaal,
Bhola Asha Dindayal,
Bigde Kaam Banane Wale,
Bhajman Shankar Bholenath,
Damru Madhur Bajane Wale ॥

Sakal Manorath Puran Kari,
Girajapati Kailash Bihari,
Prabhu Mahadev Kahne Wale,
Bhajman Shankar Bholenath,
Damru Madhur Bajane Wale ॥

Jo Nit Gaan Prabhu Ka Gawe,
Sab Sukh Bhog Param Pad Paawe,
Aawagaman Chudane Wale,
Bhajman Shankar Bholenath,
Damru Madhur Bajane Wale ॥

Bhajman Shankar Bholenath,
Damru Madhur Bajane Wale,
Damru Madhur Bajane Wale,
Damru Madhur Bajane Wale,
Bhajman Shankar Bholenath,
Damru Madhur Bajane Wale ॥
भजमन शंकर भोलेनाथ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भजमन शंकर भोलेनाथ, डमरू मधुर बजाने वाले, डमरू मधुर बजाने वाले, डमरू मधुर बजाने वाले, भजमन शंकर भोलेंनाथ, डमरू मधुर बजाने वाले ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Gokul Ki Har Gali Mein Mathura Ki Har Gali Me

Gokul Ki Har Gali Mein, Mathura Ki Har Gali Me, Kanha Ko Dhunta Rahun, Duniya Ke Har Gali Mein ॥

Bhajan: Sabse Unchi Prem Sagai

Sabase Unchi Prem Sagai । Duryodhan Ke Mewa Tyagyo, Saag Vidur Ghar Khai..

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Ram Ka Sumiran Kiya Karo Prabhu Ke Sahare Jiya Kro

Raam Ka Sumiran Kiya Karo, Prabhu Ke Sahare Jiya Karo, Jo Duniya Ka Malik Hai, Naam Usi Ka Liya Karo

Kardo Dur Prabhu Mere Mann Me Andhera Hai

Kar Do Dur Prabhu, Mere Mann Mein Andhera Hai, Jab Se Teri Lagan Lagi, Hua Mann Mein Savera Hai...