Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram (भजन बिना चैन ना आये राम - भजन)


Baith Ke Tu Pinjre Mein,
Panchi Kaahe Ko Muskaay,
Hum Sab Hai Is Jag Mein Kaidi,
Tu Ye Samajh Na Paay ॥
Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram,
Koi Na Jane Kab Ho Jaye,
Is Jeevan Ki Shaam ॥
Bolo Ram Ram Ram ॥

Moh-maya Ki Aas to Pagle,
Hogi Kabhi Na Poori,
Karte-karte Bhajan Prabhu Ka,
Mit Jayegi Doori,
Hum Doori Ke Sath-sath Lo,
Sab Hi Prabhu Ka Naam,
Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram ॥

Bolo Ram Ram Ram ॥
Bolo Ram Ram Ram ॥

Bhajan Hai Amrit Ras Ka Pyala,
Shaam Savere Peena,
Isko Peekar Saara Jeevan,
Masti Mein Tu Jeena
Bhakti Kar to Ban Jayenge,
Apne Bigde Kaam,
Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram ॥

Bolo Ram Ram Ram ॥
Bolo Ram Ram Ram ॥

Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram,
Koi Na Jaane Kab Ho Jaaye,
Is Jeevan Ki Shaam ॥
Bolo Ram Ram Ram ॥
Bolo Ram Ram Ram ॥
Movie: Rafoo Chakkar 1975
भजन बिना चैन ना आये राम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भजन बिना चैन ना आये राम, कोई ना जाने कब हो जाये, इस जीवन की शाम...
Bhajan Arya Samaj BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanJain BhajanJainism BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanGayatri BhajanGayatri Paiwar BhajanInstrumental BhajanHindi Movie BhajanMovie BhajanMaster Rana BhajanRafoo Chakkar Movie Bhajan

Other Popular Bhajan Bina Chain Na Aaye Ram Video

Deepa Ram

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Sheesh Gang Ardhang Parvati

Sheesh Gang Ardhang Parvati, Sada Virajat Kailasi । Nandi Bhrngi Nrty Karat Hain, Dharat Dhyan Sur Sukhrasi ॥

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...