Bhagton Ko Darshan De Gayi Re Ek Choti Si Kanya (भगतो को दर्शन दे गयी रे - भजन)


Bhagton Ko Darshan De Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya,
Choti Si Kanya,
Ek Choti Si Kanya ॥
Bhagton Ko Darshan De Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya॥
Bhakto Ne Puchha Maiya Naam Tera Kya Hai,
Vaishno Naam Bata Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya
Bhagton Ko Darshan De Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya॥

Bhakto Ne Puchha Maiya Dhaam Kya Hai,
Parabat Trikut Bata Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya ॥
Bhagton Ko Darshan De Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya॥

Bhakto Mein Puchha Maiya Savari Teri Kya Hai,
Pila Sher Bata Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya ॥
Bhagton Ko Darshan De Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya॥

Bhakto Mein Puchha Maa Prashad Tera Kya Hai,
Halva Poori Chana Bata Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya ॥
Bhagton Ko Darshan De Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya॥

Bhakto Mein Puchha Maiya Shringar Tera Kya Hai,
Chola Laal Bata Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya ॥
Bhagton Ko Darshan De Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya॥

Bhakto Mein Puchha Maiya Shastra Tera Kya Hai
Trishool Chakra Bata Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya ॥
Bhagton Ko Darshan De Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya॥

Bhakto Ne Puchha Sabase Pyara Tera Kya Hai
Bhakto Ka Pyar Bata Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya ॥

Bhagton Ko Darshan De Gayi Re,
Ek Choti Si Kanya,
Choti Si Kanya,
Ek Choti Si Kanya ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
भगतो को दर्शन दे गयी रे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भगतो को दर्शन दे गयी रे, एक छोटी सी कन्या, छोटी सी कन्या, एक छोटी सी कन्या॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanNarendra Chanchal Bhajan

Other Popular Bhagton Ko Darshan De Gayi Re Ek Choti Si Kanya Video

Bhagton Ko Darshan De Gayi Re Ek Choti Si Kanya By Anuradha Paudwa

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Dularva Laika Jas Geet

Mahu La to Thokalin Tai Dulaar Vo.. Dai, Mahoo Tor Dularava Laika Taav ll Bhakti Bhajan La Tor Gaav Vo Ho....Dai ll

Mangal Ki Sewa Sun Meri Deva

Mangal Ki Seva Sun Meri Deva, Hath Jod Tere Dwar Khade । Pan Supari Dhwja Nariyal,

Man Tera Mandir Ankhen Diya Bati

Man Tera Mandir Aankhe Diya Bati, Hontho Ki Hain Thaliyan Bol Phool Pati, Rom Rom Jiwha Tera Naam Pukarti...

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr