Bhagto Ke Ghar Bhi Sanvare Aate Raha Karo (भगतो के घर भी सँवारे आते रहा करो : कृष्ण भजन)


Bhagto Ke Ghar Bhi Sanvare Aate Raha Karo,
Darshan Ke Nain Vanvare Darshan Diya Karo,
Bhagto Ke Ghar Bhi Sanvare Aate Raha Karo ॥
Kuch Na Ghatega Aap Ka Aa Kar To Dekh Le,
Palke Bichae Hamne Tere Liye,
Khali Pada Hai Dil Mera Is Mein Aake Raho,
Darshan Ke Nain Vanvare Darshan Diya Karo ॥

Kahate Hai Prem Se Prabhu Chilke Bhi Kha Gaye,
Tandul Sudama Yaar Ke Girdhar Ko Bha Gaye,
Bilani Ke Jhuthe Ber Prabhu Khate Raha karo,
Darshan Ke Nain Vanvare Darshan Diya Karo ॥

Bhagato Ki Shan Aap Ho Bhagato Ke Maan Ho,
Bhagato Ki Jindagi Tumhi Taan Maan Pran Ho,
Tere Naam Ki Hame Prabhu Masti Diya Karo,
Darshan Ke Nain Vanvare Darshan Diya Karo ॥
BhaktiBharat Lyrics

Mana Tumhare Chahne Wale Anek Hai,
Un Paglo Ki Bhid Mein Binu Bhi Ek Hai,
Teri Daya Ka Patra Hu Mujhpar Daya Karo,
Darshan Ke Nain Vanvare Darshan Diya Karo ॥
भगतो के घर भी सँवारे आते रहा करो : कृष्ण भजन - हिन्दी में पढ़ें
भगतो के घर भी सँवारे आते रहा करो, दर्शन के नैन वनवारे दर्शन दिया करो, भगतो के घर भी सँवारे आते रहा करो ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanYashoda Laal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai

Bade Maan Se Jamana, Maan Tumko Poojta Hai, Tere Naam Ka Tarana...

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr