Banke Bihari Ki Bansuri Banki,
Pe Sudo Kareja Mein Ghaav Kare Ri,
Mohan Taan Te Hoye Lagav to,
Auran Te Algaav Kare Ri,
Gair Gali Ghar Ghat Pe Ghere,
Gair Gali Ghar Ghat Pe Ghere,
Kahan Lagi Kou Bachau Kare Ri,
Jaadu Padi Ras Bhini Chhadi Man,
Pe Tatkal Prabhav Kare Ri,
Jaadu Padi Ras Bhini Chhadi Man,
Pe Tatkal Prabhav Kare Ri ॥
Mohan Naam So Moh Na Jaanat,
Daasi Banayin Ke Det Udasi,
Chhod Chali Dhan Dhaam Sakhi Sab,
Babul Maiya Ki Paali Panaasi,
Ek Dina Ki Jo Hoye to Jhele,
Ek Dina Ki Jo Hoye to Jhele,
Satavat Bansuri Baarah Maasi,
Sone Ki Hoti to Ka Gati Hoti,
Bhi Gal Phansi Je Baans Ki Baansi ॥
Kanan Kanan Baaji Rahi Aru,
Kanan Kanan Det Sunai,
Kaan Na Manat Peer Na Jaanat,
Ka Kare Kaan Kare Ab Mai,
Hari Adharamrit Paan Kare,
Hari Adharamrit Paan Kare,
Abhiman Kare Dekho Baans Ki Jai,
Pran Sabe Ke Dhare Adhraan,
Hari Jab Te Adhraan Dharai ॥
Chor Bhayo Navnit Ke Le Aru,
Prit Ke Le Badnaam Bhayo Ri,
Radhika Rani Ke Doodhiya Rang Te,
Rang Milayo to Shyaam Bhayo Ri,
Kaam Kalanidhi Krishn Ki Kanti Ke,
Kaam Kalanidhi Krishn Ki Kanti Ke,
Karan Kaam Akaam Bhayo Ri,
Prathmakar Banwari Ko Le,
Rajkhand Sakhi Brajdhaam Bhayo Ri ॥
Banke Bihari Ki Bansuri Banki,
Pe Sudo Kareja Mein Ghaav Kare Ri,
Mohan Taan Te Hyoe Lagav to,
Auran Te Algaav Kare Ri ॥
आरती कुंजबिहारी की |
आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन |
श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं |
आरती श्री बाल कृष्ण जी की |
ॐ जय जगदीश हरे |
मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं |
कृष्ण भजन |
अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं |
श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी