Bandha Tha Draupadi Ne Tumhe Char Taar Main (बाँधा था द्रौपदी ने तुम्हे - भजन)


Bandha Tha Draupadi Ne Tumhe,
Char Taar Mein ।
Khoob Jaan Liya Bandha,
Ek Pushp-haar Mein ॥
Bandha Tha Draupadi Ne Tumhe,
Char Taar Mein ।
Khoob Jaan Liya Bandha,
Ek Pushp-haar Mein ॥

Vrinda Ne Prem Dor Se,
Bandha Tha Tumhi Ko ।
Vrshabhanu Kishori Ne,
Tumhe Ek Pyar Mein ॥
॥ Bandha Tha Draupadi Ne.. ॥

Bandha Tha Tumhe Saag Khila,
Bhakt Vidhur Ne ।
Ganika Ne Suna Ram,
Badon Ki Pukar Mein ॥
॥ Bandha Tha Draupadi Ne.. ॥

Bandha Tha Pavan Putra Ne,
Booti Ke Baan Mein ।
Kevat Ne Liya Bandha,
Pad Pakhar Mein ॥
॥ Bandha Tha Draupadi Ne.. ॥

Do Aksharon Ke Naam Se,
Prahlad Ne Bandha ।
Sabari Ne Liya Bandha,
Tumhe Bair Char Mein ॥
॥ Bandha Tha Draupadi Ne.. ॥

Sadna Ne Rakha Prem,
Taraju Mein Pakadkar ।
Kis Adham Ne Rakha Hai,
Aanshuon Ki Dhar Mein ॥
॥ Bandha Tha Draupadi Ne.. ॥

Bandha Tha Draupadi Ne Tumhe,
Char Taar Mein ।
Khoob Jaan Liya Bandha,
Ek Pushp-haar Mein ॥
बाँधा था द्रौपदी ने तुम्हे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बाँधा था द्रौपदी ने तुम्हे, चार तार में। खूब जान लिया बाँधा, एक पुष्प-हार में॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanRadha Krishna BhajanDraupadi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Maa Rewa: Tharo Pani Nirmal

Ma Rewa Tharo Paani Nirmal, Khal Khal Behto Jaye Re..

Maa Sharde Kaha Tu Veena Baja Rahi Hain

Maa Sharde Kahan Tu, Veena Baja Rahi Hain, Kis Manju Gyan Se Tu

Bhajan Maa Sharade Vandana

Hai Sharade Maa, Hai Sharade Maa, Agyanta Se Hamen Taar De Maa ।

Saraswati Amritwani

Suramay Veena Dharini, Saraswati Kala Nidhaan, Paavan Aasheesh Se Karade, Jan Jan Ka Kalyaan ।..