Bam Baj Rahe Bhole Ki Charo Dishaye (बम बाज रही भोले की, चारों दिशाएं - भजन)


Bam Baaj Rahi Bhole Ki,
Charo Dishaye,
Bam Baaj Rahi ॥
Aur Kona Ne Wo Day Dhatura,
Aur Kona Ne Wo Dai Bhangiya,
Bam Baaj Rahi Bhole Ki,
Charo Dishaye,
Bam Baaj Rahi ॥

More Bhola Ne Bo Dae Dhatura,
Gaura Rani Ne Bo Dai Bhangiya,
Bam Baaj Rahi Bhole Ki,
Charo Dishaye,
Bam Baaj Rahi ॥

Aur Kona Ne Siche Dhatura,
Aur Kona Ne Dai Bhangiya,
Bam Baaj Rahi Bhole Ki,
Charo Dishaye,
Bam Baaj Rahi ॥

More Bhola Ne Sinche Dhatura,
Gaura Rani Ne Sinch Dai Bhangiya,
Bam Baaj Rahi Bhole Ki,
Charo Dishaye,
Bam Baaj Rahi ॥

Aur Kona Ne Kha Lai Dhatura,
Kona Ne Pi Lai Bhangiya,
Bam Baaj Rahi Bhole Ki,
Charo Dishaye,
Bam Baaj Rahi ॥

Are Nandi Ne Kha Lai Dhatura,
More Bhole Ne Pi Lai Bhangiya,
Bam Baaj Rahi Bhole Ki,
Charo Dishaye,
Bam Baaj Rahi ॥

Bam Baaj Rahi Bhole Ki,
Charo Dishaye,
Bam Baaj Rahi ॥
बम बाज रही भोले की, चारों दिशाएं - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बम बाज रही भोले की, चारों दिशाएं, बम बाज रही ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Hum Ram Ji Ke Ram Ji Hamare Hain

Hum Ram Ji Ke, Ram Ji Hamare Hain।
Hum Ram Ji Ke, Ram Ji Hamare Hain।

Mere Nayano Ke Tare Ha

Hai Pawan Shiv Ka Dham Haridwar

Kal Kal Kal Jahan Nirmal Bahati, Maa Ganga Ki Dhar, Hai Pawan Shiv Ka Dham Haridwar, Hai Pawan Shiv Ka Dham Haridwar ॥

Teri Pooja Mein Man Leen Rahe

Teri Pooja Mein Man Leen Rahe, Mera Mastak Ho Aur Dwar Tera, Meet Jaye Janmon Ki Trishna, Shri Ram Mile Jo Pyaar Tera ॥

Kailash Ke Nivasi Namo Bar Bar Hoon

Kailash Ke Nivasi Namo Bar Bar Hoon, Aaye Sharan Tihari Prabhu Tar Tar Tu

Mujhe Kaun Poochhta Tha Teri Bandagi Se Pahle

Mujhe Kaun Janta Tha, Teri Bandgi Se Pahale, Main Bujha Hua Diya Tha