Bal Leela Radhika Gori Se Biraj Ki Chori Se (राधिका गोरी से बिरज की छोरी से - बाल लीला)


Radhika Gori Se Biraj Ki Chhori Se,
Maiya Karade Mero Byaah
Umr Teri Chhoti Hai, Nazar Teri Khoti Hai,
Kaise Karadoon Tero Byaah
Jo Nahin Byaah Karaye, Teri Gaiya Nahin Charaoon
Aaj Ke Baad Meri Maiya Teri Dehali Par Na Aaun
Aaj Re Mazza Re Mazza Ab Jeet Har Ka
॥ Radhika Gori Se Biraj...॥

Chandan Ki Chauki Par Maiya Tujhako Bithaoon
Apani Radha Se Main Charan Tere Dabavaoon
Bhojan Main Banavaoonga Banavaoonga, Chhappan Prakar Ke
॥ Radhika Gori Se Biraj...॥

Chhoti Si Dulhaniya Jab Angana Mein Dolegi
Tere Samane Maiya Vo Ghoonghat Na Kholegi
Dau Se Ja Kaho, Ja Kaho Baithenge Dwar Pe
॥ Radhika Gori Se Biraj...॥

Sun Baten Kanhan Ki Maiya Baithi Muskaen
Leke Balaiyan Maiya Hiwade Se Apane Lagaye
Nazar Kahin Lag Jaaye, Na Lag Jaaye Na Mere Lal Ko
॥ Radhika Gori Se Biraj...॥

Radhika Gori Se Biraj Ki Chhori Se,
Kaanha Karadoon Tero Biyaah

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
राधिका गोरी से बिरज की छोरी से - बाल लीला - हिन्दी में पढ़ें
राधिका गोरी से बिरज की छोरी से, मैया करादे मेरो ब्याह...
Bhajan Vinod Agarwal BhajanShri Krishna BhajanShri Radha Rani BhajanJanmashtami BhajanRadhashtami Bhajan

Other Popular Bal Leela Radhika Gori Se Biraj Ki Chori Se Video

Radhika Gori Se Biraj Ki Chori Se By Jaya Kishori Ji

By Dhruv Sharma, Swarna Shri

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...