Bajrangbali Ki Shan Badi (बजरंगबली की शान बड़ी - भजन)


Bajrangbali Ki Shan Badi
Ati Sundar Hai Hanumangadhi ।
Shri Ram Gareeb Navaj Hai
Hanumat Kalyug Ke Raja Hai
Ramnik Prateek Pradhan Madhi
Ati Sundar Hai Hanumangadhi ।
Bajrangbali Ki Shan Badi
Ati Sundar Hai Hanumangadhi ।
Yahan Sant Hajaron Vaas Kie
Shri Ram Naam Ki Aas Liye
Shri Ram Naam Ki Aas Liye
Pratima Sindoori Ratan Jadi
Ati Sundar Hai Hanumangadhi ।
Bajrangbali Ki Shan Badi
Ati Sundar Hai Hanumangadhi ।


Nit Bhajan Hot Sadhu Seva
Manvanchit Phal Mukti Meva
Manvanchit Phal Mukti Meva
Lagi Ram Charit Ki Amrt Jhadi
Ati Sundar Hai Hanumangadhi ।
Bajrangbali Ki Shan Badi
Ati Sundar Hai Hanumangadhi ।


Yadi Ab Bhi Koi Joojhe Ran Mein
to Lanka Si Phunk Denge Kshan Mein
to Lanka Si Phunk Denge Kshan Mein
Pahare Par Murti Mahan Khadi
Ati Sundar Hai Hanumangadhi ।
Bajrangbali Ki Shan Badi
Ati Sundar Hai Hanumangadhi ।
बजरंगबली की शान बड़ी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बजरंगबली की शान बड़ी, अति सुंदर है हनुमानगढ़ी । श्री राम गरीब नवाज है, हनुमत कलयुग के राजा है
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path BhajanHanuman Gadi BhajanAyodhya Mahima BhajanChandra Bhushan Pathak Bhajan

Other Popular Bajrangbali Ki Shan Badi Video

By Sarita Sargam

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai

Bade Maan Se Jamana, Maan Tumko Poojta Hai, Tere Naam Ka Tarana...

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr