Badhaiya Baje Angane Mein (बधैया बाजे आँगने में: भजन)


Badhaiya Baje Aangne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki,
Todat Taane Raagne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥

Prem Bhari Pramdaagan Naache,
Noopur Baandhe Paayne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥

Nyochhavar Shri Ram Lala Ju,
Nahin Kou Laajat Maangne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥

Siyaali Yah Kautuk Dekhat,
Beeti Rajni Jaagne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥

Badhaiya Baje Aangne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥
बधैया बाजे आँगने में: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बधैया बाजे आँगने में, बधैया बाजे आँगने मे II चंद्रमुखी मृगनयनी अवध की, तोड़त ताने रागने में, बधैया बाजे आँगने मे..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Katha BhajanAyodhya BhajanRam Lala Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ghar Me Padharo Gajanan Ji

Ghar Mein Padharo Gajananji, Mere Ghar Mein Padharo, Riddhi Siddhi Leke Aao Ganaraja...

Ganapati Aaj Padharo Shri Ramaji Ki Dhun Me

Ramji Ki Dhun Mein, Shri Ramji Ki Dhun Mein । Modak Bhog Lagao, Shri Ramji Ki Dhun Mein

Ganapati Tere Charno Ki Pag Dhool Jo Mil Jaye

Ganapati Tere Charno Ki, Bapp Tere Charno ki, Pag Dhool Jo Mil Jaye, Sach Kahata Hun Ganpati, Takadir Sambhal Jae, Ganapati Tere Charno Ki ॥

Gauri Ke Lal Tumko Sadar Naman Hamara

Gauri Ke Lal Tumko, Sadar Naman Hamara, Gauri Ke Lal Tumko, Sadar Naman Hamara, Har Kaam Se Main Pahale, Sumiran Karun Tumhara, Gauri Ke Lal Tumko, Sadar Naman Hamara ॥

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana