Anjani Ke Lala Ek Baar Mila De Mohe Ram Se (अंजनी के लाला, एक बार मिला दे मोहे राम से: भजन)


Anjani Ke Lala,
Ek Baar Mila De Mohe Ram Se ॥O Matware Ram Tumhare,
Baat Kabhi Na Tale,
Arji Sun Le Tere Das Ki,
Bhakto Ke Rakhwale Ji,
Anjani Ke Lala,
Ek Baar Mila De Mohe Ram Se ॥

Tu Sewak Hai Siyram Ka,
Main Payak Hun Tera,
Ek Janam Kya Saat Janam Tak,
Das Rahun Main Tera Ji,
Anjani Ke Lala,
Ek Baar Mila De Mohe Ram Se ॥

Tere Hrday Main O Baba,
Siyaram Ka Dera,
Darshan Se Mit Jaye Mere,
Janam Janam Ka Phera,
Anjani Ke Lala,
Ek Baar Mila De Mohe Ram Se ॥

Ram Dulaare Tumako Dun Main,
Ram Prabhu Ki Duhai,
‘Harsh’ Tere Sevak Ki Baba,
Karale Aaj Sunavai Ji,
Anjani Ke Lala,
Ek Baar Mila De Mohe Ram Se ॥

Anjani Ke Lala,
Ek Baar Mila De Mohe Ram Se ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Maiya Ri Maiya Ek Khilona Dilwa De

Maiya Ri Maiya Ek Khilauna-Chhota Sa Dilawa De, Chabi Bharkar Jab Chhod to, Ek Hi Ratan Laga De

Teri Preet Me Mohanan Man Bawra Hai

Teri Preet Mein Mohan, Man Bawara Hai, Lagi Lagan Tu Hi, Mera Sanwara Hai ॥

Vrindavani Venu

Teri Surat Pe Jaun Balihar Rasiya, Main to Nachungi Tere Darbar Rasiya ॥

Lachaki Lachaki Awat Mohan

Lachaki Lachaki Awat Mohan, Aave Man Bhaave

Lagi Lagi Hai Lagan Mahne Shyam Naam Ki

Laagi Laagi Hai Lagan, Mhaane Shyam Naam Ki, Bhaagi Bhaagi Mhaare Hivde Ne, Yaari Shyam Ki, Mhaare Naina Ke Jharokhen Mein Hai, Soorat Shyam Ki ॥