Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota (अगर श्याम सुन्दर का सहारा ना होता - भजन)


Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota ।
Jabse Mili Hai Daya Hamko Inki,
To Raahen Badal Di Meri Jindagi Ki ।
Najare Karam Ka Ishara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota ॥
॥ Agar Shyam Sundar Ka… ॥

Inhi Ke Sahare Jie Ja Rahe Hai,
Naam Ka Amrit Pie Ja Rahe Hain ।
Mera Bigda Jeevan Sanvara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota.
॥ Agar Shyam Sundar Ka… ॥

Mere Shyam, Mere Shyam, Mere Shyam,
Mere Shyam, Mere Shyam, Mere Shyam ।

Koi Nahin Tha Duniyan Mein Apna,
Kanhiya Se Milna Lagta Hai Sapna ।
Kanhiya Ne Hamko Jo Pukara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota ॥
॥ Agar Shyam Sundar Ka… ॥

Bhanvar Mein Thi Naiya, Diya Hai Kinara,
Inhi Ki Kripa Se Chale Hai Gujara ।
Kripa Bhari Drshti Se Nihara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota ॥
॥ Agar Shyam Sundar Ka… ॥

Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota,
To Duniyan Mein Koi Hamara Na Hota ।
अगर श्याम सुन्दर का सहारा ना होता - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अगर श्याम सुन्दर का सहारा ना होता, तो दुनियाँ में कोई हमारा ना होता। जबसे मिली है..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanGaurav Krishan Goswami Bhajan

Other Popular Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota Video

Agar Shyam Sundar Ka Sahara Na Hota By Shashi Prabha

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ram Nam Ke Heere Moti Main Bikhraun Gali Gali

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti

Shri Krishna Govind Hare Murari

Shri Krshna Govind Hare Murari, He Nath Narayan Vasudeva॥ He Nath Narayan...

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥