Aaye Hain Prabhu Shri Ram Bharat Fule Na Samate (आए हैं प्रभु श्री राम, भरत फूले ना समाते - भजन)


Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
Tan Pulakit Mukh Bol Na Aaye,
Prabhu Pad Kamal Rahe Hie Laye ।
Bhoomi Pade Hain Bharat Ji,
Unhen Raghunath Uthate Hain ॥

Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।

Prem Sahit Nij Hiy Se Lagaye,
Naino Mein Tab Jal Bhar Aaye ।
Mil Ke Gale Chaaron Bhaiya,
Khushi Ke Aansu Bahate Hain ॥

Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।

Nar Naari Sab Mangal Gaave,
Nav Se Suman Dev Barsaave ।
Bhakt Sabhi Jan Milake,
Avadh Mein Deepak Jalate Hain ॥

Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
Aaye Hain Prabhu Shri Ram,
Bharat Fule Na Samate Hain ।
आए हैं प्रभु श्री राम, भरत फूले ना समाते - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आए हैं प्रभु श्री राम, भरत फूले ना समाते हैं। तन पुलकित मुख बोल ना आए...
Bhajan Shri Ram BhajanJanki BhajanMata Sita BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Vrindavan Pyaro Vrindavan

Shyama Hriday Kamal so Pragtyau, Aur Shyam Hriday Ku Bhaye, Vrindavan Pyaro Vrindavan

Jai Radhe, Jai Shri Krishna Bolo Jai Radhe

Jay Radhe! Jay Radhe! Jay Shri Krishna Bolo, Jay Radhe, Shriradhe Meri, Swamini, Main Radhe Ju Ko, Daas, Janam Janam, Mohi Dijiyo,

Sanwer Ke Ulte Hanuman Kar Do Sidhe Kaam

Marutinandan He Duhkhabhajan Jag Mein Bada Tera Naam, Sanwer Ke Ulte Hanuman Kar Do Mere Bhi Seedhe Kaam, Ram Ram Siyaram, Ram Ram Siyaram ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Balaji Mhare Aanganiye Padharo

Balaji Mhare Aanganiyo Padharo, Thare Bhakta Ne Darash Dikhao, Mhara Salasar Dhani ॥