Aaya Mela Maiya Ka (आया मेला मैया का:भजन)


Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka,
Mela Maiya Ka Aaya Rela Maiya Ka,
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥Jaykara Ambe Maiya Ka Jab Koi Dil Se Bole,
Kabhi Na Chode Jagdambe Bhandare Apne Khole,
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥

Dati Ki Kripa Bin Kese Dar Pe Jaye,
Jata Hai Darwar Wahi Jagdambe Jise Bulaye,
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥

Naam Bhawani Ka Jo Leta Jab Sankat Tal Jate,
Tan Maan Wani Pawan Hove Gun Maiya Ka Gate,
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥
BhaktiBharat Lyrics

Maan Chaha Var Palo Hoke Maiya Ke Anuragi,
Bhar Masti Mein Hoke Magan Gun Gawe Bhulan Tyagi,
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥
आया मेला मैया का:भजन - हिन्दी में पढ़ें
भक्तो जय माता दी बोलो आया मेला मैया का, मेला मैया का आया रेला मैया का, भक्तो जय माता दी बोलो आया मेला मैया का ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Kanhaiya Tum Mat Banna Bhagwan

Murli Wale Mera Dil Tera to Deewana Ho Gaya, Murli Wale Tera,..

Venu Geet

akṣaṇvatāṁ phalam idaṁ na paraṁ vidāmaḥ, sakhyaḥ paśūn anuviveśayator vayasyaiḥ । vaktraṁ vrajeśa-sutayor anaveṇu-juṣṭaṁ, yair vā nipītam anurakta-kaṭākṣa-mokṣam ॥

Gopi Geet - Jayati Te Dhikam Janmana

Jayati Tedhikan Janmana Vrajah Shrayat Indira Shashvadatr Hi । Dayit Drshyatan Dikshu Tavaka Stvayi Dhrtasavastvan Vichinvate ॥

Dena Ho To Dijiye Janam Janam Ka Sath

Dena Ho to Dijiye Janam Janam Ka Sath । Ab to Kripa Kar Dijiye, Janam Janam Ka Sath ।

Mera Dil To Deewana Ho Gaya Murli Wale Tera

Murli Wale Mera Dil Tera to Deewana Ho Gaya, Murli Wale Tera,..