Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me (आ जाओ भोले बाबा मेरे मकान मे - भजन)


Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me,
Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥
Sun Damaroo Ki Awaj, Ganapati Ji Aa Gaye,
Riddhi-Siddhi Ko Lekar Ke Mere Makan Mein,
Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Aa Jao ॥
Sun Damaroo Ki Awaj, Kanha Ji Aa Gaye,
Radha Maa Ko Lekar Ke, Mere Makan Mein,
Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Aa Jao ॥

Sun Damaroo Ki Awaj, Vishnu Ji Aa Gaye,
Lakshmi Maa Ko Lekar Ke, Mere Makan Mein,
Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Aa Jao ॥

Sun Damaroo Ki Awaj, Bramha Ji Aa Gaye,
Maa Saraswati Ko Lekar, Mere Makan Mein,
Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Aa Jao ॥

Sun Damaroo Ki Awaj, Shri Ram Aa Gaye,
Sita Maa Ko Lekar Ke, Mere Makann Mein,
Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Aa Jao ॥

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me,
Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥

Grah Pravesh ke samay gaye jane wala popular bhajan. Jisame sabhi devon ka awahan kiyagaya hai.
आ जाओ भोले बाबा मेरे मकान मे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आ जाओ भोले बाबा मेरे मकान मे, ग्रह प्रवेश के समय गाए जाने वाला पॉपुलर भजन...
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Mandir BhajanShri Ram BhajanGrah Pravesh BhajanSatyam Maharaj Bhajan

Other Popular Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Maa Rewa: Tharo Pani Nirmal

Ma Rewa Tharo Paani Nirmal, Khal Khal Behto Jaye Re..

Maa Sharde Kaha Tu Veena Baja Rahi Hain

Maa Sharde Kahan Tu, Veena Baja Rahi Hain, Kis Manju Gyan Se Tu

Bhajan Maa Sharade Vandana

Hai Sharade Maa, Hai Sharade Maa, Agyanta Se Hamen Taar De Maa ।

Saraswati Amritwani

Suramay Veena Dharini, Saraswati Kala Nidhaan, Paavan Aasheesh Se Karade, Jan Jan Ka Kalyaan ।..