Shri Ganesh Aarti (श्री गणेश आरती)


Important Shri Ganesh aarti in Ganapati Puja:
Jai Ganesh Jai Ganesh,
Jai Ganesg Deva ।
Mata Jaki Parwati,
Pita Maha Deva ॥

Ek Dant Daya Want,
Char Bhuuja Dhari ।
Mathe Sindor Shoye,
Muse Ki Sawari ॥

Jai Ganesh Jai Ganesh,
Jai Ganesg Deva ।
Mata Jaki Parwati,
Pita Maha Deva ॥

Pan Chadhe Phool Chadhe,
Aur Chadhe Mewa ।
Laduan Ko Bhog Lage,
Sant Kare Sewa ॥

Jai Ganesh Jai Ganesh,
Jai Ganesg Deva ।
Mata Jaki Parwati,
Pita Maha Deva ॥

Andhan Ko Aankh Det,
Kodhin Ko Kaya ।
Bajhan Ko Purta Det,
Nirdhan Ko Maya॥

Jai Ganesh Jai Ganesh,
Jai Ganesg Deva ।
Mata Jaki Parwati,
Pita Maha Deva ॥

'sur' Shaam Sharan Aaye,
Safal Ki Jiye Sewa ।
Mata Jaki Parwati,
Pita Maha Deva ॥

Jai Ganesh Jai Ganesh,
Jai Ganesg Deva ।
Mata Jaki Parwati,
Pita Maha Deva ॥

----- Additional -----
Deenan Ki Laaj Rakho,
Shambhu Sutakari ।
Kamana Ko Poorn Karo,
Jaoon Balihari ॥

Jai Ganesh Jai Ganesh,
Jai Ganesg Deva ।
Mata Jaki Parwati,
Pita Maha Deva ॥
श्री गणेश आरती - हिन्दी में पढ़ें
जय गणेश जय गणेश जय गणेश देवा। माता जाकी पार्वती पिता महादेवा॥...
Aarti Shri Ganesh AartiShri Vinayak AartiGanpati AartiGanpati Bappa AartiGaneshotsav AartiGajanan AartiGanesh Chaturthi Aarti

Other Popular Shri Ganesh Aarti Video

If you love this aarti please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shri Brihaspati Dev Ji Ki Aarti

Jai Brihaspati Deva, Om Jai Vrhaspati Deva। Chhin Chhin Bhog Laga‌on, Kadli Phal Meva...

Aarti: Om Jai Jagdish Hare

Om Jaye Jagdish Hare, Swami Jaye Jagdish Hare, Bhagt Jano Ke Sankat, Khshan Mein Door Kare॥ - om jai jagdish hare lyrics in hindi and English

Laxmi Mata Aarti

Om Jai Lakshmi Mata, Maiya Jai Lakshmi Mata।, Tumako Nishidin Sevat...

Shri Ganesh Aarti

Jai Ganesh Jai Ganesh Jai Ganesg Deva। Mata Jaki Parwati Pita Maha Deva॥

Hanuman Aarti

Manojavm maaruta tulyavegam। jitendriyam buddhimatam varissttha | Aarti Ki Jai Hanuman Lala Ki । Dushat Dalan Ragunath Kala Ki ॥..